11.11.13

How To Creat A Paypal Acount



Paypal Online paise bhejne aur prapt karne a ek bahut aasan tarika hai. Ispe signup karne ke liye www.paypal.com par jaye aur signup kare. paypal par teen tarah ke aacount hote hai(Premier, Personal, Business) ap apni jarurat ke anusar koi bhi chun sakte hai



Phir aapko kuch details jaise apna nam(Jo PAN card par hai), Pata, Business name, Email, PAN number deni hogi.



Sari details bharne ke baad apna Email address confirm kare. aapko kisi bhi payment ke liye iski jaroorat padegi. iske bad ap koi bhi government id(Identity card, Voter card, PAN, Driving license etc) ki scan copy aur PAN card ki scan copy upload kar de. 


iske baad apna Bank account number enter kare. jab aap apni bank account detail submit karenge to Paypal dwra usme do small deposit honge aur aapko batana hoga ki kitne rupee deposit huye hai.

No comments:

Post a Comment

thanks